Kahan Chairag Jalayen Kahan Ghulaab Rakhen | Nida Fazli Poetry
![]() |
| Nida Fazli |
Kahan Chairag Jalayen Kahan Ghulaab Rakhen Lyrics in Urdu
کبھی کسی کو مکمل جہاں نہیں ملتا
کہیں زمین کہیں آسماں نہیں ملتا
تمام شہر میں ایسا نہیں خلوص نہ ہو
جہاں امید ہو اس کی وہاں نہیں ملتا
کہاں چراغ جلائیں کہاں گلاب رکھیں
چھتیں تو ملتی ہیں لیکن مکاں نہیں ملتا
یہ کیا عذاب ہے سب اپنے آپ میں گم ہیں
زباں ملی ہے مگر ہم زباں نہیں ملتا
چراغ جلتے ہی بینائی بجھنے لگتی ہے
خود اپنے گھر میں ہی گھر کا نشاں نہیں ملتا
Kahan Chairag Jalayen Kahan Ghulaab Rakhen Lyrics in English
Kabhi Kisi Ko Mukammal Jahan Nahi Milta
Kahin Zameen Kahin Aasmaa Nahi Milta
Tamam Shehar Mein Aisa Nahi Khuloos Nah Ho
Jahan Umeed Ho Is Ki Wahan Nahi Milta
Kahan Chairag Jalayen Kahan Ghulaab Rakhen
Chhatain To Millti Hain Lekin Makan Nahi Milta
Yeh Kya Azaab Hai Sab Apne Aap Mein Gum Hain
Zuba Mili Hai Magar Hum Zuba Nahi Milta
Chairag Jaltay Hi Benaye Bujhnay Lagti Hai
Khud Apne Ghar Mein Hi Ghar Ka Nishaa Nahi Milta
Poet : Nida Fazli

Post a Comment